Kya hota hai aisa?
Sir utha ke upar dekha To neela asmaan paya Ek lambi sans bhari Aankhen bund ki Aur tabhi bahut der se Ruki hawa Choo Gaye gaalon KO Kaanon KO Baalon KO Aisa laga ki kissine yaad kiya Kya hota hai aisa Koi kahin yaad Kare Aur hawa chal padhe Aur dil ki deewaron KO Bhi sahla jaaye Kya hota hai aisa?